Samba: Sardar 2
Gabar: mujhay ginti nahi ati,2 kitnay hote hai?
Samba: Sardar 2, 1 kay bad ata hai
Gabar: Aur 2 k pehlay?
Samba: 2 k pehlay 1 ata hai
Gabar: To bech mai kaun ata hai?
Samba: Koi nahi
Gabar: to phir dono aik sath kiun nahi atay?
Samba: 1 k bad hi 2 aa sakta hai q k 2, 1 se bara
hai?
Gabar: 2, 1 say kitna bara hai?
Samba: 2, 1 say 1 bara hai
Gabar: Ager 2, 1 say 1 bara hai to1, se 1 kitna
bara hai?
Samba: Sardar tumhari maa ki qasam, mujhay goli
mar do :-)